tarap ae dil tarpne se zara taskeen hoti hai judai hum nasheenon ki barri ghamgeen hoti hai

tarap ae dil tarpne se zara taskeen hoti hai judai hum nasheenon ki barri ghamgeen hoti hai

 تڑپ اے دل تڑپنے سے ذرا تسکین ہوتی ہے

جدائی ہم نشینوں کی بڑی غمگین ہوتی ہے


tarap ae dil tarpne se zara taskeen hoti hai
judai hum nasheenon ki barri ghamgeen hoti hai


Heartache, heartache is a little soothing

Separation is very sad for our classmates


दिल का दर्द, दिल का दर्द थोड़ा सुकून देता है

हमारे सहपाठियों के लिए अलगाव बहुत दुखद है


woh aapko meri duniya keh kar gumraah kere ga magar aap ne yaad rakhna hai yeh duniya faani hai


وہ آپکو میری دنیا کہہ کر گمراہ کرے گا

مگر آپ نے یاد رکھنا ہے یہ دنیا فانی ہے


woh aapko meri duniya keh kar gumraah kere ga
magar aap ne yaad rakhna hai yeh duniya faani hai


He will mislead you by calling me my world

But you have to remember that this world is mortal


वह मुझे मेरी दुनिया कहकर गुमराह करेगा

लेकिन आपको याद रखना होगा कि यह दुनिया नश्वर है


lout aaya hon phir se apni isi qaid tanhai mein le gaya tha koi apni mehafilon ka lalach day kar

لوٹ آیا ہوں پھر سے اپنی اسی قید تنہائی میں

لے گیا تھا کوئی اپنی محفلوں کا لالچ دے کر


lout aaya hon phir se apni isi qaid tanhai mein
le gaya tha koi apni mehafilon ka lalach day kar


I have returned to my solitary confinement

Someone was taken away by the lure of his parties


मैं अपने एकान्त कारावास में लौट आया हूँ

किसी को उसकी पार्टियों के लालच में ले जाया गया


urooj milnay par insaan zalim nah ban jaye isliay to khuda ne zawaal rakha hai

عروج ملنے پر انسان ظالم نہ بن جاۓ 

اسلۓ تو خدا نے زوال رکہا ہے


urooj milnay par insaan zalim nah ban jaye
isliay to khuda ne zawaal rakha hai


Man should not become a tyrant when he rises

That is why God has kept the decline


मनुष्य जब उठे तो अत्याचारी नहीं बनना चाहिए

इसलिए भगवान ने गिरावट को रखा है


hai bad lehaaz kuch aisi ke aankh lagtay hi woh sir ke neechay se baazu nikaal layte hai

ہے بد لحاظ کچھ ایسی کہ آنکھ لگتے ہی

وہ سر کے نیچے سے بازو نکال لیتی ہے


hai bad lehaaz kuch aisi ke aankh lagtay hi
woh sir ke neechay se baazu nikaal layte hai


There is something ugly about the eye

She pulls her arm out from under her head


आंख के बारे में कुछ बदसूरत है

वह अपना हाथ अपने सिर के नीचे से खींचती है


meri ankhen bhi is ko Hadia kar do jo sahoolat se usay daikhta rehta ho ga

میری آنکھیں بھی اس کو ہدیہ کر دو 

جو سہولت سے اسے دیکھتا رہتا ہو گا


meri ankhen bhi is ko Hadia kar do
jo sahoolat se usay daikhta rehta ho ga


Give him my eyes too

Who would have watched it with ease


उसे मेरी आँखें भी दे दो

किसने इसे आसानी से देखा होगा


Comments