qissay meri ulfat ke jo marqoom hain saaray aa dekh tairay naam se mosoom hain saaray By Mohsin Naqvi

qissay meri ulfat ke jo marqoom hain saaray aa dekh tairay naam se mosoom hain saaraybas is liye har kaam adhora hi para hai khadim bhi meri qoum ke Makhdum hain saaray
ab kon mere paon ki zanjeer ko khole haakim meri bastii ke bhi mehkoom hain saaray
shayad yeh zarf hai jo khamosh hon ab tak warna to tairay aib bhi maloom hain saaray
har jurm meri zaat se mansoob hain mohsin kya mere siwa shehar mein masoom hain saaray

 قصے میری الفت کے جو مرقوم ہیں سارے

آ دیکھ تیرے نام سے موسوم ہیں سارے


بس اس لیے ہر کام اَدُھورا ہی پڑا ہے

خادم بھی میری قوم کے مخدوم ہیں سارے


اب کون میرے پاؤں کی زنجیر کو کھولے

حاکم میری بستی کے بھی محکوم ہیں سارے


شاید یہ ظرف ہے جو خاموش ہوں اب تک

ورنہ تو تیرے عیب بھی معلوم ہیں سارے


ہر جرم میری ذات سے منسوب ہیں محسن

کیا میرے سوا شہر میں معصوم ہیں سارے


محسن نقوی


qissay meri ulfat ke jo marqoom hain saaray
aa dekh tairay naam se mosoom hain saaray

bas is liye har kaam adhora hi para hai
khadim bhi meri qoum ke Makhdum hain saaray

ab kon mere paon ki zanjeer ko khole
haakim meri bastii ke bhi mehkoom hain saaray

shayad yeh zarf hai jo khamosh hon ab tak
warna to tairay aib bhi maloom hain saaray

har jurm meri zaat se mansoob hain mohsin
kya mere siwa shehar mein masoom hain saaray

mohsin naqvi


All the stories of my love are numbered

Come and see, all are named after you


That is why everything is incomplete

Servants are also servants of my nation


Now who will untie the chain of my feet?

The rulers of my town are all subjugated


Maybe it's the container that's been silent so far

Otherwise, all your faults are known


Every crime is attributed to me, Mohsin

Are everyone in the city innocent except me?


Mohsin Naqvi


मेरे प्यार के सारे किस्से गिने-चुने हैं

आओ और देखो, सब तुम्हारे नाम पर हैं


इसलिए सब अधूरा है

नौकर भी मेरे देश के सेवक हैं


अब मेरे पैरों की जंजीर कौन खोलेगा?

मेरे शहर के शासक सब अधीन हैं


शायद यह वह कंटेनर है जो अब तक खामोश है

वरना तेरे सारे दोष जान जाते हैं


हर गुनाह का श्रेय मुझको दिया जाता है, मोहसिन

क्या मेरे सिवा शहर में हर कोई बेगुनाह है?


मोहसिन नकवीक

Comments