kal siyasat mein bhi mohabbat thi ab mohabbat mein bhi siyasat hai

kal siyasat mein bhi mohabbat thi  ab mohabbat mein bhi siyasat hai

 ‏کل سیاست میں بھی محبت تھی

اب محبت  میں بھی  سیاست ہے


kal siyasat mein bhi mohabbat thi

ab mohabbat mein bhi siyasat hai


There was love in politics yesterday too

Now there is politics in love too


कल भी सियासत में प्यार था

अब तो प्यार में भी सियासत है

khali  parre hue hain marey haath dekh lo koi nahi hai aaj marey sath dekh lo

‏خالی پڑے ہوئے ہیں مرے ہاتھ دیکھ لو

‏کوئی نہیں ہے آج مرے ساتھ  دیکھ لو


khali  parre hue hain marey haath dekh lo
koi nahi hai aaj marey sath dekh lo


Look at the dead hands lying empty

There is no one. Look at Murray today


खाली पड़े मरे हुए हाथों को देखो

कोई नहीं है आज मरे को देखो

pocha hai hum se aap ne kitney kharab hain jitna jahan kharab hai itnay kharab hain  achay bhi log mere qabeeley mein hain magar mein unn ka sarbarah hon jitne kharab hain

‏پوچھا ہے ہم سے آپ نے کتنے خَراب ہیں

جتنا جہاں خراب ہے اتنے خراب ہیں


اچھے بھی لوگ میرے قبیلے میں ہیں مگر

میں اُن کا سربراہ ہوں جتنے خراب ہیں


pocha
hai hum se aap ne kitney kharab hain
jitna jahan kharab hai itnay kharab hain

achay bhi log mere qabeeley mein hain magar
mein unn ka sarbarah hon jitne kharab hain


You have asked us how bad you are

As bad as it is, so bad it is


There are good people in my tribe but

I am their leader as bad as they are


आपने हमसे पूछा है कि आप कितने बुरे हैं

यह जितना बुरा है, उतना ही बुरा है


मेरे गोत्र में अच्छे लोग हैं लेकिन

मैं उनका नेता जितना ही बुरा हूँ


mujh ko maloom nahi insaan ki tareef sahib meri nazar mein woh acha hai jo kisi ko dukh nahi deta


مجھ کو معلوم نہیں انسان کی تعریف صاحب

میری نظر میں وہ اچھا ہے جو کسی کو دکھ نہیں دیتا


mujh ko maloom nahi insaan ki tareef sahib
meri nazar mein woh acha hai jo kisi ko dukh nahi deta


I don't know the definition of a man, sir

In my opinion, it is good that it does not hurt anyone


मैं आदमी की परिभाषा नहीं जानता, सर

मेरी राय में यह अच्छा है कि यह किसी को चोट नहीं पहुंचाता है

yonhi is ke nain nahi darweshon jaisay uss ne mann mein aik faqeer sambhaal rakha hai



‏یونہی اس کے نین نہیں درویشوں جیسے

اُس نے من میں ایک فقیر سنبھال رکھا ہے 


سانولی چاند سے اجلی ہے اور اِس پر اُس نے

نینوں میں اجمیر کا کجلا ڈال رکھا ہے


yonhi is ke nain nahi darweshon jaisay
uss ne mann mein aik faqeer sambhaal rakha hai

sanwali chaand se ujli hai aur iss par uss ne
naino mein ajmeer ka kajlaa daal rakha hai

Not so with the dervishes

He has a poor man in his mind


Sanoli is dead from the moon and on it he

Ajmer's Kajla has been placed in the nanos


दरवेशों के साथ ऐसा नहीं है

उसके दिमाग में एक गरीब आदमी है


सनोली चाँद से मर चुकी है और उस पर वह

नैनो में रखा गया है अजमेर का काजला

kitni dilkash hai khamoshi teri meri saari baatein fuzool hon jaisay

کتنی دلکش ہے خاموشی تیری

میری ساری باتیں فضول ہوں جیسے


kitni dilkash hai khamoshi teri
meri saari baatein fuzool hon jaisay


How charming is your silence

All my words are useless


आपकी चुप्पी कितनी आकर्षक है

मेरे सारे शब्द बेकार हैं





Comments