meri sab hasratoon mein awwal hai mere haath mein tera haath hona

meri sab hasratoon mein awwal hai mere haath mein tera haath hona

 میری سب حسرتوں میں اول ہے

میرے ہاتھ میں تیرا ہاتھ ہونا


meri sab hasratoon mein awwal hai
mere haath mein tera haath hona


First of all is my longing

To have your hand in my hand


सबसे पहले मेरी लालसा है

मेरे हाथ में तेरा हाथ

woh yaad aaya kuch yun ke lout aaye sabhi silsilay thandhi sun-hwa, zard pattay aur october ki pehli barish bhi

وہ یاد آیا کچھ یوں کے لوٹ آۓ سبھی سلسلے

ٹھنڈی ہوا، زرد پتے اور اکتوبر کی پہلی بارش بھی


woh yaad aaya kuch yun ke lout aaye sabhi silsilay
thandhi sun-hwa, zard pattay aur october ki pehli barish bhi


He remembered something like this all over again

Cool wind, yellow leaves and even the first rain of October


उसे फिर से कुछ ऐसा ही याद आया

ठंडी हवा, पीली पत्तियां और यहां तक ​​कि अक्टूबर की पहली बारिश

chaand Sooraj ke naseeboon mein kahan woh jagmug jagmug balian jitni darakhshan hain tairay kaanon ki

چاند سورج کے نصیبوں میں کہاں وہ جگمگ

جگمگ بالیاں جتنی درخشاں ہیں تیرے کانوں کی


chaand Sooraj ke naseeboon mein kahan woh jagmug
jagmug balian jitni darakhshan hain tairay kaanon ki


Where is the light of the moon and the sun?

Your ears are as bright as glittering earrings


चाँद और सूरज की रोशनी कहाँ है?

आपके कान चमचमाते झुमके की तरह चमकीले हैं

waqt mujhe aisay nah diya kar ke mujhe bheek lagey baqi is ke ilawa jo bhi tumhe theek lagey

وقت مجھے ایسے نہ دیا کر کہ مجھے بھیک لگے

باقی اس کے علاوہ جو بھی تمہیں ٹھیک لگے


waqt mujhe aisay nah diya kar ke mujhe bheek lagey
baqi is ke ilawa jo bhi tumhe theek lagey


Don't give me time to beg

Other than that, whatever you like


मुझे भीख मांगने का समय मत दो

इसके अलावा जो भी आपको पसंद हो

isi kaayenaat mein ae jigar koi inqilab utthay ga phir ke buland ho ke bhi aadmi abhi khawahishon ka ghulam hai

اسی کائنات میں اے جگر کوئی انقلاب اٹھے گا پھر 

کہ بلند ہو کے بھی آدمی ابھی خواہشوں کا غلام ہے


isi kaayenaat mein ae jigar koi inqilab utthay ga phir
ke buland ho ke bhi aadmi abhi khawahishon ka ghulam hai


In the same universe, O liver, a revolution will arise again

That man is still a slave to desires


उसी ब्रह्मांड में, हे जिगर, एक क्रांति फिर से उठेगी

वो आदमी आज भी वासनाओं का गुलाम है



barray hi pukhta mizaaj hain woh yaad rakhtay hain ke yaad nahi karna
‏بڑے ہی پختہ مزاج ہیں وہ 

یاد رکھتے ہیں کہ یاد نہیں کرنا


barray hi pukhta mizaaj hain woh
yaad rakhtay hain ke yaad nahi karna


He has a very strong temperament

Remember not to miss


उनका स्वभाव बहुत मजबूत है

याद रखना न चूकना





Comments