kisi ka sukoon chean lainay ka kaffara ! ibadat kar ke ada nahi kiya ja sakta

kisi ka sukoon chean lainay ka kaffara ! ibadat kar ke ada nahi kiya ja sakta

 کسی کا سکون چھین لینے کا کفارہ!

عبادت کر کے ادا نہیں کیا جا سکتا


kisi ka sukoon chean lainay ka kaffara !
ibadat kar ke ada nahi kiya ja sakta


Atonement for snatching someone's peace!

It cannot be paid by worship


किसी की शांति छीनने का प्रायश्चित!

इसका भुगतान पूजा से नहीं किया जा सकता है


kahin to koi samandar mizaaj dost miley ke jis ka aik kinara ho jo hamara ho

کہیں تو کوئی سمندر مزاج دوست ملے

کہ جس کا ایک کنارہ ہو  جو ہمارا ہو


kahin to koi samandar mizaaj dost miley
ke jis ka aik kinara ho jo hamara ho


Somewhere along the way I met a sea-friendly friend

That which has an edge which is ours


रास्ते में कहीं मेरी मुलाकात एक समुद्र-प्रेमी मित्र से हुई

जिसकी एक धार है जो हमारी है


hum kabhi baat tri ruqq ke suna karte thay ab tre zikar pay katra ke guzar jatay hain

ہم کبھی بات تری رُک کے سُنا کرتے تھے

اب ترے ذکر پہ کترا کے گزر جاتے ہیں


hum kabhi baat tri ruqq ke suna karte thay
ab tre zikar pay katra ke guzar jatay hain


We used to listen intermittently

Now let's go through the dhikr


हम रुक-रुक कर सुनते थे

अब चलो धिक्री के माध्यम से चलते हैं


is se hatt kar bhi mein is ke hi barabar aaya jaisay sab soyyaN baara ki taraf lautade hain

اس سے ہٹ کر بھی میں اس کے ہی برابر آیا

جیسے سب سُوئیاں بارہ کی طرف لوٹتی ہیں


is se hatt kar bhi mein is ke hi barabar aaya
jaisay sab soyyaN baara ki taraf lautade hain


Apart from that, I came to be equal to him

As all the needles return to the twelve


इसके अलावा, मैं उनके बराबर हो गया

जैसे ही सभी सुइयां बारह पर लौटती हैं


baggar gayi thi yeh aadat so hum ne ishhq ke baad kiya hi kaam woh jis mein zayan nazar aaya

بگڑ گئی تھی یہ عادت سو ہم نے عشق کے بعد

کِیا  ہی کام   وہ  جس میں  زیاں نظر آیا


baggar gayi thi yeh aadat so hum ne ishhq ke baad
kiya hi kaam woh jis mein zayan nazar aaya


This habit had deteriorated so we fell in love

What a work in which the loss was seen


बिगड़ गई थी ये आदत, तो प्यार हो गया

ऐसा क्या काम जिसमें घाटा देखा गया


mlitay hai shab o roz sabhi log shanasa aik tujh se mulaqaat ke armaan bohat hai

ملتے ہے شب و روز سبھی لوگ شناسا

ایک تجھ سے ملاقات کے ارمان بہت ہے


mlitay hai shab o roz sabhi log shanasa
aik tujh se mulaqaat ke armaan bohat hai


See you all day and night

I really want to meet you


दिन-रात मिलते हैं

मैं वास्तव में आपसे मिलना चाहता हूँ


Comments