Posts

socha tumhari shikayat karoon rab se phir yaad aaya manga bhi to usi se tha

meri sab hasratoon mein awwal hai mere haath mein tera haath hona

barish ki tar h tum pay barasti rahen khusihyan har boond tairay dil se har ik gham ko mita day

murjhaye rangat yeh bigri haalat sab tumahray bdalty lehjey ki Nawazish hai

tot kar chahana or phir tot jana bat choti ha magar jan nikal jati ha

kaanton se kya gilah woh to majboor hain apni fitrat se dard to tab sun-hwa jab phool bhi zakham dainay lagey